Showing posts with label hindi sms. Show all posts
Showing posts with label hindi sms. Show all posts

Wednesday, December 9, 2009

So SWEET HINDI SMS

 

Aap ke haath mein Mobile hai,
chehray pe khoob Smile hai,
Msgs ki achi khasi File hai,
phir bhi sms nahi karte ho,
Ye kon sa STYle hai


Roshni deker doob jana koi suraj se seekhey..
Dil deker dard lena ki ada koi humse seekhey..
kuch na deker Dil lena koi unse seekhey..
SMS leker REPLY na kerna koi Appse seekhey


Kya leke aye they,
Kya lekar jaoge,
Mujhe SMS na karke,
Zalim kitne Paise Bachaoge!


Meri taraf say apko 1 "PAPPI"
Apki saheli ko 1 "PAPPI"
Saheli ki saheli ko 1 "PAPPI"
Batau Q?
Aaj hi mere "DOGGY" ne 10 "PAPPI" ko janam dia hai!*


meri yaad aye: yaad karo.
Zyada aye : sms Karo.
Ussey zyada aye : phone karo
Ussey bhi zyada aye to millo
ager ussey bhi zyada aaye to ..
plz jhoot bolna band karo


kya ker rahay ho?
bussy ho?
kitna bussy ho?
ager kum ho to message kyun nahi karte ho?
ager ziyada ho to message kyun pad rahy ho ?


Wednesday, October 22, 2008

world famous HINDI SMS Collection - 26

SMS Collection - 26

181) Kismat se apni sabko shikayat ku hoth hai?
Jo Nahi Mil Sakta Usise Mohobbat Ku Hoti Hai???
Kitne kante hai raho mei , fir bi dil ko UsiKi aane ki aas kyu hoti hai...


182) Kuch bikhre Sapne hai,
Kuch tuti Yaadein hai..
Ek chota sa aasman aur ek ummeed ki zamin hai..
Yu toh bahut kuch hai zindagi mei,
sirf jise chahte hai Usiki kami hai...


183) Do kadam to sab chalte hai per zindagi bhar sath koi ni nibhata..
Agar ro kar bhulai jati yaadein,
to has kar gum koi nahi chupata..


184) Yah meri talaash ka jurm hai,
ya meri wafa ka kasoor hai,
jo dil k jitney karib hai,
Woh nazar se utne hi door hai..


185) abh sakoon hai toh boolne mein hai , lekin uss shakhsh ko bhulaye kaun, aaj fir dil hai kuch udaas udaas dekhiey aaj yaad aye kaun...

Great HINDI SMS Collection - 27

SMS Collection - 27

186) Dost tera bahut sahara hai, warna is duniya mein kaun hamara hai, log marte hai maut aane par, hamay to aapke dosti ne mara hai..

187) Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai. Zakhm dekar puchte hai ab hal kaisa hai. Kisi ek se gila kya karna yaro,sari dunia ka mizaz ek jaisa hai..

188) Kaash ham SMS hote, Ek klik mein tumhare paas hote, Bhale tum hame delete kar dete, par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote...!

189) KHUSHBOO ne phool ko ek EHSAS BANAYA . Phool ne BAAG ko kuch khaas BANAYA chahat ne mohabbat ko EK PYAS banaya aur is mohabbat ne EK aur "DEVDAS" ;banaya

190) dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka dosti raaz hai sada muskura ne ka ye koi
pal bhar ki pehchan nahi dosti naam hai umar bhar sath nibhane ka

where boys put their thingies

A blonde teenage girl comes home from school and asks her mother, "Is it true what Rita just told me"..... "Babies come out o...